| Singer | Arijit Singh |
| Language | Bollywood |
| Album | Ludo |
ya toh barbaad kardo
ya toh barbaad kardo
ya fir aabaad kardo
ya toh barbad kardo
ya fir aaabad kardo
wo galat tha ye sahi hai
jhooth ye aaj kehdo
itna ehsaan kardo
itna ehsaan kardo
poore armaan kardo
lab pe aake jo ruke hai
dhayi wo harf kehdo
meri saanson se judi hai
teri har saans kehdo
mushqil aasaan kardo
mushqil aasaan kardo
ya toh barbaad kardo
ya fir abaad kardo
ya toh barbaad kardo
meetha sa ye zehar
main toh peeta rahunga
tu khuda na sahi
main toh sajde karunga
hmm.. meetha sa ye zehar
main toh peeta rahunga
tu khuda na sahi
main toh sajde karunga
tum jo seeri na hue kya
humko farhaar kardo
meri saanson se judi hai
teri har saans kehdo
mushqil aasaan kardo
ya toh barbad kardo
ya fir aabaad kardo
ya toh barbaad kardo
khwabon ko jagah na mili aankho mein
wahan pehle se shailab tha
nagmein banata fira saazon pe
dil apna fakhat mizraab tha
khwabon ko jagah na mili aankho mein
wahan pehle se shailab tha
nagmein banata fira saazon pe
dil apna fakhat mijraab tha
meri bejaan harsraton ko
kaabiledaar kardo
meri saanson se judi hai
teri har saans kehdo
itna ehsaan kardo
itna ehsaan kardo
poore armaan kardo
ya toh barbaad kardo
ya fir aabad kardo
Aabaad Barbaad Lyrics – Ludo | Arijit Singh is a popular bollywood song performed by Arijit Singh. The song belongs to Ludo and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aabaad Barbaad Lyrics – Ludo | Arijit Singh is sung by arijit singh.
Aabaad Barbaad Lyrics – Ludo | Arijit Singh belongs to the album Ludo.
Aabaad Barbaad Lyrics – Ludo | Arijit Singh is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aabaad Barbaad Lyrics – Ludo | Arijit Singh online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by arijit singh and discover related songs on ASOM Lyrics.