| Singer | Kumar Sanu & Kavita Krishnamurthy |
| Genre | Romantic |
| Language | Hindi |
| Album | Gopalaa |
aaj akele mein hum dono
mile hain pehali baar
aaj akele mein hum dono
mile hain pehali baar
samajh na aaye baat kare yaa
kare tumse pyaar
aaj akele mein hum dono
mile hain pehali baar
samajh na aaye baat kare yaa
kare tumse pyaar
pehali pehali mulakaat hain
hatho mein dedo haath
baahon mein aake kardo
pyaar bhari barsaat
naya naya hain pyaar hamara
lage hamein to darr
na na aise na dekho tum roko jara nazar
aankhon hi aankhon mein tumne
chhina mera karaar
samajh na aaye baat kare yaa
kare tumse pyaar
aaj akele mein hum dono
mile hain pehali baar
baatein karli kho jaane
padi hain umra samaan
achha chalo aaj hum lenge
sirf pyaar se kaam
phoolo jaisa chehara tera
jeevan bhar dekhenge
dil ki marji hain ki aaj to
bus hum pyaar karenge
dil mausam aur umra ke aage
hum to gaye hain haar
samajh na aaye baat kare yaa
kare tumse pyaar
aaj akele mein hum dono
mile hain pehali baar
samajh na aaye baat kare yaa
kare tumse pyaar.
Aaj Akele Mein Hum Dono is a popular hindi song performed by Kumar Sanu & Kavita Krishnamurthy. The song belongs to Gopalaa and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aaj Akele Mein Hum Dono is sung by kumar sanu & kavita krishnamurthy.
Aaj Akele Mein Hum Dono belongs to the album Gopalaa.
Aaj Akele Mein Hum Dono is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aaj Akele Mein Hum Dono online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu & kavita krishnamurthy and discover related songs on ASOM Lyrics.