| Singer | Alka Yagnik |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Pathreela Raasta |
aaj naachte huye mar jaana hain
mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
aaj naachte huye mar jaana hain
mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
dil jo diya hain pyaar jo kiya hain
mujhe mera waada nibhana hain
mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
aaj naachte huye mar jaana hain
mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
lachake kamar balkhaye jawaani
bijali si leharaaye jawaani
lachake kamar balkhaye jawaani
bijali si leharaaye jawaani
dekh nazara karne waale
hum hain pyaar mein marne wale
haske har sitam uthana hain
mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
aaj naachte huye mar jaana hain
mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
paaon mein mere chhanke paayal
aankhein nam hain dil hain ghayal
paaon mein mere chhanke paayal
aankhein nam hain dil hain ghayal
phir bhi shikayat lab pe nahi hain
apni waffa par mujhko yakeen hain
duniya waalo ko dikhana hain
mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
aaj naachte huye mar jaana hain
mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
dil jo diya hain pyaar jo kiya hain
mujhe mera waada nibhana hain
mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
aaj naachte huye mar jaana hain
mitt jaana hain pyaar ko bachana hain.
Aaj Naachte Hue Mar Jaana Hai is a popular hindi song performed by Alka Yagnik. The song belongs to Pathreela Raasta and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aaj Naachte Hue Mar Jaana Hai is sung by alka yagnik.
Aaj Naachte Hue Mar Jaana Hai belongs to the album Pathreela Raasta.
Aaj Naachte Hue Mar Jaana Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aaj Naachte Hue Mar Jaana Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.