| Singer | Kumar Sanu & Sadhana Sargam |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Kal Ki Awaz |
aaj raat chandni hain,
aur tum mere saath ho
aaj raat chandni hain,
aur tum mere saath ho
bas yeh duaa hain meri,
aisi har ik raat ho
aaj raat chandni hain,
aur tum mere saath ho
bas yeh duaa hain meri,
aisi har ik raat ho
khushiyaan tere,
choomein kadam,
aane na doon
main kabhi tujhpe gham
khushiyaan tere,
choomein kadam,
aane na doon main
kabhi tujhpe gham
yeh muskuraahat
kabhi ho na kam
khwaabon ki raagini saje,
taaron ki baaraat ho
bas yeh duaa hai meri,
aisi har ik raat ho
papa mera, meri shaan hain,
tujh mein basi meri jaan hain
papa mera, meri shaan hain
tujh mein basi meri jaan hain
mera to bas yehi armaan hain
ki chhoote na daaman kabhi,
haathon mein yeh haath ho
bas yeh duaa hai meri,
aisi har ik raat ho
karti rahoon, tujhse hi pyar,
mamta ki tujhpe lutaaoon bahaar
karti rahoon, tujhse hi pyar,
mamta ki tujhpe lutaaoon bahaar
is ghar pe kar doon dil o jaan nisaar
hothon pe mere sadaa,
dilbar teri baat ho
bas yeh duaa hain meri,
aisi har ik raat ho
aaj raat chandni hain,
aur tum mere saath ho
bas yeh duaa hain meri,
aisi har ik raat ho
aaj raat chandni hain,
aur tum mere saath ho.
Aaj Raat Chandni Hain is a popular hindi song performed by Kumar Sanu & Sadhana Sargam. The song belongs to Kal Ki Awaz and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aaj Raat Chandni Hain is sung by kumar sanu & sadhana sargam.
Aaj Raat Chandni Hain belongs to the album Kal Ki Awaz.
Aaj Raat Chandni Hain is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aaj Raat Chandni Hain online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu & sadhana sargam and discover related songs on ASOM Lyrics.