| Singer | Shaan, Shweta Pandit & Shraddha Pandit |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Haasil |
ishq ke badle jaldi hai
sehra mein leharsi uthi hai
raat ke bujhte taaron ki
aankhon mein zaher si dikhti hai
aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
baahon mein na tum ho
raahon mein na tum ho
to jeena bewaja
aao paas aao
yuh na sharmaao
ay mere humnawaz
aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
jabse tumhe dekha maine
hai sapne jawan jawan
tumjo nahin kuch na kahin
hai tum se hi yeh jahan
paas mere aaja
ssason mein samaja tu khushboo ki tarah
dil mein to humare
yuh na ho khuda bhi tumhari hai jagah
tujhe chaand ka hai armaan sahi
haasil karna aasaan nahin
laakhon taare pehra na de
aisi koi rah nahi
pehli nazar mein hi sanam
yeh dil tumne leliya
dekho mujhe bhole sahi
yeh ehsaan kardiya
chandpe hai mana hai sitaron ka pehra
magar hum chalenge
loote yeh jahan bhi
loote aasmaan bhi
na tum ko chodenge
aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
baahon mein na tum ho
raahon mein na tum ho
to jeena bewaja
aao paas aao
yuh na sharmaao
ay mere humnawaz.
Aankhon Mein Tumhari is a popular hindi song performed by Shaan, Shweta Pandit & Shraddha Pandit. The song belongs to Haasil and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aankhon Mein Tumhari is sung by shaan, shweta pandit & shraddha pandit.
Aankhon Mein Tumhari belongs to the album Haasil.
Aankhon Mein Tumhari is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aankhon Mein Tumhari online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shaan, shweta pandit & shraddha pandit and discover related songs on ASOM Lyrics.