| Singer | Himesh Reshammiya |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Aashiq Banaya Aapne |
aapki kashish sarfarosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain
aapki kashish sarfarosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain
gum hua hosh hain
aapki kashish sarfarosh hain
baairiyan chav ka
jaadu joh chal gaya
deewana main ho gaya
dil machal gaya
halka dhuan utha
mausam badal gaya
roshan hua sama
parwaana jal gaya
jaagi re jaagi re main soyi
teri hi yaado mein khoyi
ab mera jahaan
teri aaghosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain
gum hua hosh hain
duba rahu sada tere khayalo mein
uljha rahu sada tere sawalo mein
tere bina kahi ab na karaar hain
jaaneman tujh pe toh jaan bhi nisaar hain
jaana re jaana re maine jaana
tu mera tu mera deewana
na meri khata na mera dosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain
gum hua hosh hain
aapki kashish sarfarosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain
gum hua hosh hain
Aap Ki Kashish is a popular hindi song performed by Himesh Reshammiya. The song belongs to Aashiq Banaya Aapne and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aap Ki Kashish is sung by himesh reshammiya.
Aap Ki Kashish belongs to the album Aashiq Banaya Aapne.
Aap Ki Kashish is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aap Ki Kashish online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by himesh reshammiya and discover related songs on ASOM Lyrics.