| Singer | Kumar Sanu & Alka Yagnik |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Divya Shakti |
aap ko dekh kar
aap ko dekh kar humko aisa laga
jaise humko nai zindagi mil gayi
o meri dilruba rab se maangun main kya
humko saare jahan ki khushi mil gayi
aap ko dekh kar
aap ko dekh kar humko aisa laga
jaise humko nai zindagi mil gayi
o meri dilruba rab se maangun main kya
humko saare jahan ki khushi mil gayi
aap ko dekh kar
aisa chehra haseen humne dekha nahin
aap jaisa koi na zamane mein
hai wohi woh adaa, hai wohi woh wafa
humko sadiyan lagin jisko paane mein
aisa chehra haseen humne dekha nahin
aap jaisa koi na zamane mein
hai wohi woh adaa, hai wohi woh wafa
humko sadiyan lagin jisko paane mein
jaan-e-adaa jaan-e-wafa door na jana
aap ko dekh kar
aap ko dekh kar humko aisa laga
jaise humko nai zindagi mil gayi
o meri dilruba rab se maangun main kya
humko saare jahan ki khushi mil gayi
aap ko dekh kar
karein kaise adaa rab ka hum shukriya
hum use ab kabhi na bhulayenge
ab na todenge hum pyaar ki yeh kasam
vaada kar ke sanam hum nibhayenge
karein kaise adaa rab ka hum shukriya
hum use ab kabhi na bhulayenge
ab na todenge hum pyaar ki yeh kasam
vaada kar ke sanam hum nibhayenge
humne to seekha hai sada saath nibhana
aap ko dekh kar
aap ko dekh kar humko aisa laga
jaise humko nai zindagi mil gayi
o meri dilruba rab se maangun main kya
humko saare jahan ki khushi mil gayi
aap ko dekh kar
aap ko dekh kar.
Aap Ko Dekh Kar is a popular hindi song performed by Kumar Sanu & Alka Yagnik. The song belongs to Divya Shakti and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aap Ko Dekh Kar is sung by kumar sanu & alka yagnik.
Aap Ko Dekh Kar belongs to the album Divya Shakti.
Aap Ko Dekh Kar is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aap Ko Dekh Kar online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu & alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.