| Singer | Ranjit Barot & Shreya Ghoshal |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Holiday |
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se
aaj ko baandh lu main in zulfon se
tham lu main yeh pal meri palkon se
ho jashna aaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
naseebon mein jaane likha aur kya
naseebon mein jaane likha aur kya
hain kismat mein apni chupa aur kya
yeh fikre khudaai tu chod ke
apni tamannao ko rang de
iske siva jeena hai aur kya
jam gaya so gaya woh kal bhul ke
aaj ki maauj mein chala jhool ke
ho jashn kaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
sitaaron ko bhi aaj roko zara
sitaaron ko bhi aaj roko zara
ho chanda ko bhi aaj toko zara
saji hai dilo ki mehfil yahaan
kashti yahi hain saahil yahaan
paayi mohabbat ne manzil yahaan
umra bhar yu chale yeh shaam toh bhi kya
zindagi aaj ho tamam toh bhi kya
ho jashna aaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se
aaj ko baandh lu main in zulfon se
thaam lu main yeh pal meri palkon se
ho jashn aaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se.
Aashiyaan is a popular hindi song performed by Ranjit Barot & Shreya Ghoshal. The song belongs to Holiday and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aashiyaan is sung by ranjit barot & shreya ghoshal.
Aashiyaan belongs to the album Holiday.
Aashiyaan is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aashiyaan online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by ranjit barot & shreya ghoshal and discover related songs on ASOM Lyrics.