| Singer | Lata Mangeshkar & S. P. Balasubrahmanyam |
| Genre | Romantic |
| Language | Hindi |
| Album | Maine Pyar Kiya |
aate jaate hanste gaate
socha tha maine man mein kai baar
woh pehli nazar halka sa asar
karta hai kyun is dil ko bekaraar
ruk ke chalna chalke rukna
na jaane tumhe hai kiska intezaar
tera woh yakin kahin main to nahin
lagta hai yehi kyon mujhko baar baar
yehi sach hai shayad maine pyar kiya
ha ha tum se maine pyar kiya
aate jaate hanste gaate
socha tha maine man mein kai baar
hothon ki kali kuch aur khili
yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyaar
tum kaun ho batla to do
kyun karne lagi maein tum pe aitbaar
khamosh rahun ya main keh doon
ya karlu maein chupke se yeh sweekar
yehi sach hai shayad maine pyar kiya
haan haan tum se maine pyar kiya.
Aate Jaate Hanste Gaate is a popular hindi song performed by Lata Mangeshkar & S. P. Balasubrahmanyam. The song belongs to Maine Pyar Kiya and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aate Jaate Hanste Gaate is sung by lata mangeshkar & s. p. balasubrahmanyam.
Aate Jaate Hanste Gaate belongs to the album Maine Pyar Kiya.
Aate Jaate Hanste Gaate is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aate Jaate Hanste Gaate online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by lata mangeshkar & s. p. balasubrahmanyam and discover related songs on ASOM Lyrics.