| Language | Bollywood |
hey aaya aaya dekho aaya masiha
sabke dil pe chhaya hai
dharti ambar sara samandar
dikhta uska saya hai
fankaar hai wo, damdaar hai wo
are chhu kar na dekho angaar hai wo
kahta hai har koi saare jamaane pe
dhaak re…!
aaya re, aaya re, aaya re
sabka baap re
are kahte hai, kahte hai, kahte hai
usko thackeray
aaya re, aaya re, aaya re
sabka baap re
are kahte hai, kahte hai, kahte hai
usko thackeray
hey dar pe jo uske aaye sawaali
khali kabhi wo na jaata
jo bhi wo kahta karke dikhata
wada wo har dum nibhata
hey hatho me kanthi mala hai uske
andaz uska nirala
surat na dekhe, dekhe zaroorat
sabka hai wo rakhwala
dildaar hai wo, are lalkaar hai wo
sabke dilon ka sardaar hai wo
kahta hai har koi karne na dega
wo paap re…!
aaya re, aaya re, aaya re, baap re
kahte hai, kahte hai, kahte hai
usko thackeray
aaya re, aaya re, aaya re, sabka baap re
kahte hai, kahte hai, kahte hai
usko thackeray
aaya re, aaya re, aaya re, sabka baap re
kahte hai, kahte hai, kahte hai
usko thackeray…!
Aaya Re Thackeray Lyrics – Thackeray | Nawazuddin Siddiqui is a popular bollywood song Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aaya Re Thackeray Lyrics – Thackeray | Nawazuddin Siddiqui is sung by the artist.
Album information for Aaya Re Thackeray Lyrics – Thackeray | Nawazuddin Siddiqui is currently unavailable.
Aaya Re Thackeray Lyrics – Thackeray | Nawazuddin Siddiqui is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aaya Re Thackeray Lyrics – Thackeray | Nawazuddin Siddiqui online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by the artist and discover related songs on ASOM Lyrics.