aaya tere dar par

aaya tere dar par lyrics

Poster aaya tere dar par

aaya tere dar par

lyrics/Album : Veer-zaara
Details
Singer Mohammad Hussain
Genre Qawwali
Language Hindi
Album Veer-zaara
Poster aaya tere dar par
play
Lyrics

aa…. aa…. aa…. aa…. aa…. aa.. aa..

jo bandishein thi

zamaane ki tod aaya hoon

main tere vaaste duniya

ko chhod aaya hoon

aaya tere dar par deewana

aaya tere dar par deewana

aaya hoon aaya aaya tera deewana

aaya tere dar par deewana

aaya tere dar par deewana

tera deewana tera

deewana tera deewana

aaya tere dar par deewana

aaya tere dar par deewana

tera deewana tera

tera deewana deewana

tera deewana tera tera

deewana tera deewana tera

deewana tera deewana

aaya tere dar par deewana

aaya tere dar par deewana

ye hai tera hi saudaayi

ye hai tera hi shahdaayi

ye hai tera hi saudaayi

ye hai tera hi shahdaayi

tere ishq mein hai isse mar jaana

aaya tere dar par deewana

aaya tere dar par deewana

aa…. aa…. aa…


tera jalwa jo paaun

main har gham bhool jaaun

tera jalwa jo main paaun

main toh har gham bhool jaaun

ye aansoo jo hai behte

bas itna hai ye kehte

kahaan tu aur kahaan

main paraaya hoon yahaan main

aa… karam itna agar

ho ki mujh par ik nazar ho

karam itna agar ho ki

mujh par ik nazar ho

jaan-o-dil vaar doon

main zindagi haar doon main

jaise shama pe marta hai parvaana

aaya tere dar par deewana

aaya tere dar par deewana

aaya aa…… aa…. aa….

aaya tere dar par tera hi deewana

aaya tere dar par tera hi deewana

deewana tera deewana tera

deewana tera deewana tera

deewana tera aa deewana tera

deewana tera deewana tera

deewana tera deewana tera

deewana tera

aaya tere dar par deewana

deewana deewana

aaya kis mod pe afsana

aaya kis mod pe afsana

aaya kis mod pe afsana

aaya kis mod pe afsana

aaya kis mod pe afsana

aaya kis mod pe afsana


ye sitam ka rivaaj kyun hai

jaisa hai ye samaaj kyun hai

ye duniya ki hai rasmein

main hoon ab inke bas mein

ye jo duniya ki hai rasmein

main hoon ab inke hi bas mein

na poochho kya gila hai

mujhe gham kyun mila hai

tumhein main kya bataaun

mohabbat jurm hai kyun

koyi rota hai kyun aisa hota hai kyun

kyun dil se har ek hai anjaana

aaya kis mod pe afsana

aaya kis mod pe afsana

ye kis maahol mein ham hain

khushi ke bhes mein gham hain

kisse apna kahe kisse beghaana

aaya kis mod pe afsana

aaya kis mod pe afsana

aa…… aa……

aaya kis mod pe mera afsana

aaya kis mod pe mera afsana

afsana mera afsana mera

afsana mera

afsana mera afsana mera

afsana mera afsana mera

afsana mera afsana mera

afsana mera afsana mera

afsana mera afsana mera

afsana mera afsana mera

aaya kis mod pe

afsana afsana afsana

aaya kis mod pe afsana

aaya kis mod pe afsana

aaya kis mod pe afsana

aaya kis mod pe afsana.


Aaya Tere Dar Par Lyrics Meaning

Aaya Tere Dar Par is a popular hindi song performed by Mohammad Hussain. The song belongs to Veer-zaara and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Aaya Tere Dar Par?

Aaya Tere Dar Par is sung by mohammad hussain.

Which album contains Aaya Tere Dar Par?

Aaya Tere Dar Par belongs to the album Veer-zaara.

What language is Aaya Tere Dar Par?

Aaya Tere Dar Par is a hindi song.

Can I read Aaya Tere Dar Par lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Aaya Tere Dar Par online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by mohammad hussain?

You can browse more lyrics by mohammad hussain and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.