| Singer | Asha Bhosle |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Jaan-e-wafa |
ab to hum hain
aur yeh rusvaiyan
ab to hum hain
aur yeh rusvaiyan
kaun samjhe dard ki
kaun samjhe
dard ki gehraiyan
ab to hum hain
aur yeh rusvaiyan
hum to kal tak
aap ka armaan the
hum to kal tak
aap ka armaan the
arzoo the zindagi
the jaan the
ab humi par tohamati
kyu aaiyan
ab humi par tohamati
kyu aaiyan
kaun samjhe dard ki
kaun samjhe
dard ki gehraiyan
ab to hum hain
aur yeh rusvaiyan
besabab kyu ho gaye
humse khafa
besabab kyu ho gaye
humse khafa
un fasano ki haqiqat kya bhala
maan baithe ho jinhe sachaiya
maan baithe ho jinhe sachaiya
kaun samjhe dard ki
kaun samjhe dard ki gehraiyan.
Ab To Hum Hain is a popular hindi song performed by Asha Bhosle. The song belongs to Jaan-e-wafa and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Ab To Hum Hain is sung by asha bhosle.
Ab To Hum Hain belongs to the album Jaan-e-wafa.
Ab To Hum Hain is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Ab To Hum Hain online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by asha bhosle and discover related songs on ASOM Lyrics.