| Singer | Kk |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Victory |
ay saawara….,
saawara, ay saawara……
aisa toh socha na tha,
aisa bhi ho jaayega
yeh mujhase kya ho gaya,
yeh maine kya kar diya
dhuwa dhuwa hai har jagah
aankhon mein jaane
yeh kaisa andhera ghula
anjaan hai aasmaan,
aisa toh socha na tha
bikhare pade hai tutake,
chaaha tha kya aur kya huwa
meri yeh jaan mera jahaan,
sub kuchh mujhe tune diya
thokar lagi muhako kabhi,
badhake mujhe thaam liya
meri yeh jaan mera jahaan,
sab kuchh mujhe tune diya
bejaar hai yeh sochake,
tere liya bana bad duwa
aisa toh socha na tha,
aisa bhi ho jaayega
yeh mujhase kya ho gaya,
yeh maine kya kar diya
dhuwa dhuwa hai har jagah
aankhon mein jaane
yeh kaisa andhera ghula
anjaan hai aasmaan,
aisa toh socha na tha
bikhare pade hai tutake,
chaaha tha kya aur kya huwa.
Aisa Toh Socha Na Tha is a popular hindi song performed by Kk. The song belongs to Victory and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aisa Toh Socha Na Tha is sung by kk.
Aisa Toh Socha Na Tha belongs to the album Victory.
Aisa Toh Socha Na Tha is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aisa Toh Socha Na Tha online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kk and discover related songs on ASOM Lyrics.