apne baap ka kya jata hai

apne baap ka kya jata hai lyrics

Poster apne baap ka kya jata hai

apne baap ka kya jata hai

lyrics/Album : Mrityudata
Details
Singer Sudesh Bhonsle
Genre Dance
Language Hindi
Album Mrityudata
Poster apne baap ka kya jata hai
play
Lyrics

apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai

kahi bandh kahi chhaka jam

kar gaya koi kam tamam

chorahe pe jal gayi bas

do ko mar ke bhage das

bich sadak pe nare baji

pandit se takaraya kaji

dharam aur mahajab ke naam pe


koi dhandha karwata hai

koi dhandha karwata hai

apne baap ka kya jaata hai

koi dhandha karwata hai

arey apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai


bacha chhota bag bada hai

kamar jhuki hai phir bhi khada hai

usko education ne mara

usko doneshan ne mara

aaj ke dor me aage badana

hai bada mushkil ab padana

jiske pas nahi hai paisa

wo kaha ab pad pata hai

wo kaha ab pad pata hai

apne baap ka kya jaata hai

wo kaha ab pad pata hai


arey apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai

arey apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai


gunde ka bhai inspector

inspector ka jija loyar

loyar ka nitha hai sala

alag hai chabi par ek tala

phir bhi hai bas mari mari

jaye kaha janta bechari

upar se lekar niche tak


har koi ab bhus khata hai

har koi ab bhus khata hai

apne baap ka kya jaata hai

har koi ab bhus khata hai

arey apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai


achha kam jo karne jao

morache walo se takarao

bap na hoga ma na hogi

sapno ki duniya na hogi

kale mukhade ho jayenge

desh ke tukade ho jayenge

ab bhi kya tu ye gayega

sath mere jo ab gata hai

sath mere jo ab gata hai


arey bolate kyu nahi hai

apne baap ka kya jaata hai

bolati band ho gayi kya

apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai

apne baap ka kya jaata hai.


Apne Baap Ka Kya Jata Hai Lyrics Meaning

Apne Baap Ka Kya Jata Hai is a popular hindi song performed by Sudesh Bhonsle. The song belongs to Mrityudata and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Apne Baap Ka Kya Jata Hai?

Apne Baap Ka Kya Jata Hai is sung by sudesh bhonsle.

Which album contains Apne Baap Ka Kya Jata Hai?

Apne Baap Ka Kya Jata Hai belongs to the album Mrityudata.

What language is Apne Baap Ka Kya Jata Hai?

Apne Baap Ka Kya Jata Hai is a hindi song.

Can I read Apne Baap Ka Kya Jata Hai lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Apne Baap Ka Kya Jata Hai online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by sudesh bhonsle?

You can browse more lyrics by sudesh bhonsle and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.