| Singer | Mohammed Aziz |
| Genre | Devotional |
| Language | Hindi |
| Album | Apradhi |
jai jai ram karishan hare
jai jai ram karishan hare
jai jai ram karishan hare
jai jai ram karishan hare
apne kiye pe o bhagwan main
aaj bahut pachtaya
papo ki ghathri sar pe uthaye
tere dawar pe aaya
apne kiye pe o bhagwan main
aaj bahut pachtaya
papo ki ghathri sar pe uthaye
tere dawar pe aaya
apne kiye pe o bhagwan
kiya nahin kiya ho nahin sakta
kiya nahin kiya ho nahin sakta
kon jatan kiya jaye
chala gaya jo samay
laut kar vapis kaise aaye
main kitna bebas hoon bas mein
kuch bhi kar na paya
papo ki ghathri sar pe uthaye
tere dawar pe aaya
jai jai ram karishan hare
jai jai ram karishan hare
jai jai ram karishan hare
jee chahe main ro ro ke
ye man ki aag bhujau
jee chahe main ro ro ke
ye man ki aag bhujau
itna rone ko main
itne aansoo kaha se laau
apne jaal aap fasa main
kaisa dhokha khaya
papo ki ghathri sar pe uthaye
tere dawar pe aaya
apne kiye pe o bhagwan main
aaj bahut pachtaya
papo ki ghathri sar pe uthaye
tere dawar pe aaya
jai jai ram karishan hare
jai jai ram karishan hare
jai jai ram karishan hare
jai jai ram karishan hare
jai jai ram karishan hare
jai jai ram karishan hare.
Apne Kiye Pe Aaj is a popular hindi song performed by Mohammed Aziz. The song belongs to Apradhi and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Apne Kiye Pe Aaj is sung by mohammed aziz.
Apne Kiye Pe Aaj belongs to the album Apradhi.
Apne Kiye Pe Aaj is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Apne Kiye Pe Aaj online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mohammed aziz and discover related songs on ASOM Lyrics.