| Singer | Alka Yagnik, Himesh Reshammiya & Sunidhi Chauhan |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Good Boy, Bad Boy |
aashiqana aalam hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
aashiqana aalam hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
aashiqana aalam hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
umeed, teri
tera ,nasha
is dil mein aur kya hai
is dil mein aur kya hai
aashiqana aalam hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
is dil mein aur kya hai
is dil mein aur kya hai
gawahi deti hai dhadkhan
tuhi mera yaar
tuhi mera pyaar
tuhi intezaaar hai
yeh kehti hai dil ki tadpan
tuhi mera khwaab
tu mere bechain dil ka
davedaar hai
tu mera hai jahan
tujhe se har dastaan
tu mera hai jahan
tujhe se har dastaan
aashiqana aalam hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
is dil mein aur kya hai
rago mein tu hai samai
teri tamanaa se
teri mohabbat se
jeene ka ehsaan hai
teri hi betaabi chai
maangu duaao mein
tujho khuda se
saason ki tu pyaaas hai
tu mere dewaanapan
lagi tujhse lahan
tu mere dewaanapan
lagi tujhse lahan
aashiqana aalam hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
is dil mein aur kya hai
umeed, teri
tera ,nasha
is dil mein aur kya hai
aashiqana aalam hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
aashiqana aalam hai ishq nibhaja
aaja aaja aaja janab-e-ali aaja
is dil mein aur kya hai
is dil mein aur kya hai
Ashiqana Aalam is a popular hindi song performed by Alka Yagnik, Himesh Reshammiya & Sunidhi Chauhan. The song belongs to Good Boy, Bad Boy and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Ashiqana Aalam is sung by alka yagnik, himesh reshammiya & sunidhi chauhan.
Ashiqana Aalam belongs to the album Good Boy, Bad Boy.
Ashiqana Aalam is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Ashiqana Aalam online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by alka yagnik, himesh reshammiya & sunidhi chauhan and discover related songs on ASOM Lyrics.