| Language | Bollywood |
zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi..(x2)
har pal yeh dil yaad tujhe karta rehta hai
har pal tere sapne ye dekha karta hai
maana tumne raaste apne badal diye
yeh bechara beete kal mein hi rehta hai
aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
khudko tere hi khaatir nakaam kar diya
badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi
badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi
main teri aankhon mein dekhta hoon khudko
tumko kya dikhta hai, meri nazron mein kaho
dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya
dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya
khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya
badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan Lyrics – Hate Story Iv | Urvashi Rautela is a popular bollywood song Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Badnaamiyan Lyrics – Hate Story Iv | Urvashi Rautela is sung by the artist.
Album information for Badnaamiyan Lyrics – Hate Story Iv | Urvashi Rautela is currently unavailable.
Badnaamiyan Lyrics – Hate Story Iv | Urvashi Rautela is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Badnaamiyan Lyrics – Hate Story Iv | Urvashi Rautela online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by the artist and discover related songs on ASOM Lyrics.