| Singer | Abhijeet Bhattacharya |
| Language | Hindi |
| Album | Bambai Ka Babu |
sare jaha ki mujhe hai khabar,
sabki nazar pe hai meri nazar
sare jaha ki mujhe hai khabar,
sabki nazar pe hai meri nazar
aashik nahi pagal nahi
na to main deewana
bambai ka babu,
main bambai ka babu
bambai ka babu,
main bambai ka babu
sabse juda meri ada
ek rahi matwala hu
ek rahi matwala hu
dekh muje janewafa
main duniya se nirala hu
main duniya se nirala hu
jaau jaha kardu waha
ek naya jalwa
mom se najuk mera jigar,
tod du lekin main pathar
mom se najuk mera jigar,
tod du lekin main pathar
aashik nahi pagal nahi
na to main diwana
bambai ka babu,
main bambai ka babu
bambai ka babu,
main bambai ka babu
bachke jara chalna yaha,
kitne gire in raho mein
kitne gire in raho mein
padhna bada muskil hai
raaz chupe hai nigaho mein
raaz chupe hai nigaho mein
kisko pata kiski khata
kisko milegi saja
muskil ho agar koi dagar main
kardu asan safar
muskil ho agar koi dagar main
kardu asan safar
aashik nahi pagal nahi
na to main deewana
bambai ka babu,
main bambai ka babu
bambai ka babu,
main bambai ka babu
sare jaha ki mujhe hai khabar,
sabki nazar pe hai meri nazar
sare jaha ki mujhe hai khabar,
sabki nazar pe hai meri nazar
aashik nahi pagal
nahi na to main deewana
bambai ka babu,
main bambai ka babu
bambai ka babu,
main bambai ka babu.
Bambai Ka Babu (title) is a popular hindi song performed by Abhijeet Bhattacharya. The song belongs to Bambai Ka Babu and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Bambai Ka Babu (title) is sung by abhijeet bhattacharya.
Bambai Ka Babu (title) belongs to the album Bambai Ka Babu.
Bambai Ka Babu (title) is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Bambai Ka Babu (title) online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by abhijeet bhattacharya and discover related songs on ASOM Lyrics.