ban gayee ban gayee

ban gayee ban gayee lyrics

Poster ban gayee ban gayee

ban gayee ban gayee

lyrics/Album : God And Gun
Details
Singer Poornima
Genre Item Song
Language Hindi
Album God And Gun
Poster ban gayee ban gayee
play
Lyrics

ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar

ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar

paancho ungali ghee mein

jhamke chalega kaarobaar

ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar

ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar


rukh badla aur rangat badli

ho gaye baare nyaare

hey rukh badla aur rangat badli

ho gaye baare nyaare

raat ko suraj nikalega aur

din ko dikhenge taare

daulat ke mehalo mein lagega

daulat ke mehalo mein lagega

husn ka ye darbaar hoy

ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar

ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar


kaal kothari jehal khaan

kyaa chauki kyaa thana

haa kaal kothari jehal khaan

kyaa chauki kyaa thana

kisi ke bas mein nahi hain

abto kaid mujhe karpana

dhamkayega hey hey

are dhamkayega to

andar jaayega thanedar

ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar

ho ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar


naachungi mein aaj pehenke

paayal jhoomar jhumka

aehe naachungi mein aaj pehenke

paayal jhoomar jhumka

hil jaayegi saari hi duniya

maahrungi woh thumaka

bijali banke dilo pe main

haay bijali banke dilo pe main

gir jaaungi dil daar

ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar


ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar

paancho ungali ghee mein

jhamke chalega kaarobaar

ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar

ban gayee ban gayee ban gayee

yaar mere saiyyan ki sarkaar.


Ban Gayee Ban Gayee Lyrics Meaning

Ban Gayee Ban Gayee is a popular hindi song performed by Poornima. The song belongs to God And Gun and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Ban Gayee Ban Gayee?

Ban Gayee Ban Gayee is sung by poornima.

Which album contains Ban Gayee Ban Gayee?

Ban Gayee Ban Gayee belongs to the album God And Gun.

What language is Ban Gayee Ban Gayee?

Ban Gayee Ban Gayee is a hindi song.

Can I read Ban Gayee Ban Gayee lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Ban Gayee Ban Gayee online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by poornima?

You can browse more lyrics by poornima and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.