| Singer | Alka Yagnik & Udit Narayan |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Rajkumar |
bechain hoon main betab hai tu
bechain hoon main betab hai tu
kya yaar kare aa pyar kare
dil ki marzi rab ki marzi
kyu sab ki marzi ka intezar kare
bechain hoon main betab hai tu
bechain hoon main betab hai tu
kya yaar kare aa pyare kare
dil ki marzi rab ki marzi
kyu sab ki marzi ka intezar kare
aa pyar kare aa pyar kare
aa pyar kare
ab hosh mein wapis kya aana
madhosh hai hum madhosh rahe
ab hosh mein wapis kya aana
madhosh hai hum madhosh rahe
aankho aankho mein baate ho
ye hoth magar khamosh rahe
aa gaya wado ka mausam
aise mein wade hum do char kare
aa pyar kare aa pyar kare
aa pyar kare aa pyar kare
ik naam tere ek naam mera
do naam magar ek jan sanam
ik naam tere ek naam mera
ek naam magar ek jan sanam
kuchh bhi kah lo kuchh bhi kar lo
ye pyar nahi aasan sanam
pyar agar hai aag ka dariya
dub ke is dariya ko par kare
aa pyar kare aa pyar kare
aa pyar kare aa pyare kare
bechain hoon main betab hai tu
kya yaar kare aa pyar kare
dil ki marzi rab ki marzi
kyu sab ki marzi ka intezar kare.
Bechain Hoon Main is a popular hindi song performed by Alka Yagnik & Udit Narayan. The song belongs to Rajkumar and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Bechain Hoon Main is sung by alka yagnik & udit narayan.
Bechain Hoon Main belongs to the album Rajkumar.
Bechain Hoon Main is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Bechain Hoon Main online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by alka yagnik & udit narayan and discover related songs on ASOM Lyrics.