| Singer | Udit Narayan & Alka Yagnik |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Beqabu |
pehali nazar mein yeh ghaayal ho gaya
dekha dubaara toh paagal ho gaya
pehali najar mein yeh ghaayal ho gaya
dekha dubaara toh paagal ho gaya
jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
dekha tujhe dil yeh dil
dekha tujhe dil yeh dil
bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya
pehali nazar mein yeh ghaayal ho gaya
dekha dubaara toh paagal ho gaya
jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
dekha tujhe dil yeh dil
dekha tujhe dil yeh dil
bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya
jaane yeh kya hone laga mujhako,
dkhu jahaan dekhu wahaan tujhako
naya naya lagata hai sawera,
baatein teri karata hai andhera
jawaani ka mausam mehakane laga,
nasha woh chadha main behakane laga
akele mein aata nahi chain abb,
bina tere sachmuch adhura hai sab
bin tere jina abb mushkil ho gaya,
dekha dubaara toh paagal ho gaya
jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
dekha tujhe dil yeh dil
dekha tujhe dil yeh dil
bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya
chori chori aankhon mein samaake,
aankhon se sidhe dil mein aake
meri teri aankh ladi jab se,
hosh nahi nind nahi tab se
tera roop har shabd mein geet hai,
tera zikr har sur mein sangeet hai
kawal chaand baadal sistaara hai tu,
nazar hoon main najaara hai tu
jivan ka rasta abb manzil ho gaya,
dekha dubaara toh paagal ho gaya
jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
dekha tujhe dil yeh dil
dekha tujhe dil yeh dil
bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya
ho pehali nazar mein yeh ghaayal ho gaya
dekha dubaara toh paagal ho gaya
jaadu ka tere yeh kaayal ho gaya
dekha tujhe dil yeh dil
dekha tujhe dil yeh dil
bekaabu ho gaya, bekaabu ho gaya.
Beqabu Ho Gaya is a popular hindi song performed by Udit Narayan & Alka Yagnik. The song belongs to Beqabu and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Beqabu Ho Gaya is sung by udit narayan & alka yagnik.
Beqabu Ho Gaya belongs to the album Beqabu.
Beqabu Ho Gaya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Beqabu Ho Gaya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by udit narayan & alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.