bhaarat pyaara desh hamaara lyrics – parul ghosh

bhaarat pyaara desh hamaara lyrics – parul ghosh lyrics

Poster bhaarat pyaara desh hamaara lyrics – parul ghosh

bhaarat pyaara desh hamaara lyrics – parul ghosh

Details
Singer Parul Ghosh
Language Bollywood
Poster bhaarat pyaara desh hamaara lyrics – parul ghosh
play
Lyrics

Bharat pyaara desh hamaara
Haraa bharaa hariaara
Desh hamaara
Bharat pyaara

Bharat pyaara bharat pyaara
Desh hamaara desh hamaara
Haraa bharaa hariaara
Desh hamaara bharat pyaara

Ganga jamuna patit paawani
Behti jeevan dhaara
Desh hamaara bharat pyaara

Jhanda ooncha rahe watan ka
Jhanda ooncha rahe watan ka
Taar na toote mere jatan ka
Taar na toote mere jatan ka
Hindu muslim do rakhwaale
Do rakhwaale. . .
Hindu muslim do rakhwaale
Pyaare is pe waare waare
Pyaare is pe waare waare
Saare jag se nyaara
Saare jag se nyaara
Desh hamaara bharat pyaara

Bharat pyaara desh hamaara
Haraa bharaa hariaara
Desh hamaara bharat pyaara

Sharmaati hai duniya saari
Lalchaati hai dinuya saari
Sharmaati hai duniya saari
Lalchaati hai dinuya saari
Is ki aan naa mitne paaye
Is ki aan naa mitne paaye
Shaan badhe shaan badhe
Jo jaan hi jaaye jaan hi jaaye
Jaan hi jaaye jaan hi jaaye
Jag ka paalanhaara
Jag ka paalanhaara
Desh hamaara bharat pyaara

Bharat pyaara desh hamaara
Haraa bharaa hariaara
Desh hamaara bharat pyaara

Bharat pyaara bharat pyaara
Desh hamaara desh hamaara.

Music Video Of: Bhaarat Pyaara Desh Hamaara

Related posts:

  1. Aaye Bhi Wo Lyrics – Parul Ghosh
  2. Jago Hua Savera Re Lyrics – Parul Ghosh
  3. Bigdi Meri Bana Do Lyrics – Parul Ghosh
  4. Bharat Humko Jaan Se Pyaara Hai Lyrics – Roja

Bhaarat Pyaara Desh Hamaara Lyrics Meaning

Bhaarat Pyaara Desh Hamaara is a popular bollywood song performed by Parul Ghosh. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Bhaarat Pyaara Desh Hamaara?

Bhaarat Pyaara Desh Hamaara is sung by parul ghosh.

Which album contains Bhaarat Pyaara Desh Hamaara?

Album information for Bhaarat Pyaara Desh Hamaara is currently unavailable.

What language is Bhaarat Pyaara Desh Hamaara?

Bhaarat Pyaara Desh Hamaara is a bollywood song.

Can I read Bhaarat Pyaara Desh Hamaara lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Bhaarat Pyaara Desh Hamaara online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by parul ghosh?

You can browse more lyrics by parul ghosh and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.