| Singer | Udit Narayan |
| Genre | Happy |
| Language | Hindi |
| Album | Anari |
aaye mera sar hai
tabla nahi zara halke halke ha
bum akad bum ke,
main champi karoon jamke
toh band akal sabki khul jayey
bum akad bum ke,
main champi karoon jamke
toh band akal sabki khul jayey
tan ki thakan main door karu,
mann mein nayi umang bharu
bum akad bum ke,
main champi karoon jamke
toh band akal sabki khul jayey
dooniya hai kya circus naya,
kuchh bhi nahi jokar hai ham
dooniya hai kya circus naya,
kuchh bhi nahi jokar hai ham
tum jo bolo woh karke dikhau,
ungali pe sare jag ko nachau
keh rahe hai zameen aasman
aisa pariwar hoga kaha
isa ghar pe mera
sab kuchh nisar hai
bum akad bum ke,
main champi karoon jamke
toh band akal sabki khul jayey
bum akad bum ke,
main champi karoon jamke
toh band akal sabki khul jayey
malik ho tum, sevak hu main
iss bat kaa mujhko hai gum
malik ho tum, sevak hu main
iss bat kaa mujhko hai gum
dil behlata rahu aise gake,
khidmat karta rahu sar jhukake
maa ne di hai mujhe jindgi,
gane se mujhko shoharat mili
ganv mere geeto kaa sansar hai
bum akad bum ke,
main champi karoon jamke
toh band akal sabki khul jayey
bum akad bum ke,
main champi karoon jamke
toh band akal sabki khul jayey
tan ki thakan main dur karu,
mann me nayi umang bharu
bum akad bum ke,
main champi karoon jamke
toh band akal sabki khul jayey
bum akad bum ke,
main champi karoon jamke
toh band akal sabki khul jayey.
Bum Akar Bum Ke is a popular hindi song performed by Udit Narayan. The song belongs to Anari and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Bum Akar Bum Ke is sung by udit narayan.
Bum Akar Bum Ke belongs to the album Anari.
Bum Akar Bum Ke is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Bum Akar Bum Ke online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by udit narayan and discover related songs on ASOM Lyrics.