| Singer | Akshara Singh |
| Language | Hindi |
hello, hi, babu
kaise ho mere sona?
bin baat kiye tumse
mujhe aa raha hai rona
tumko meri kasam
zara sa bhi na rona
hello, hi, babu
kaise ho mere sona?
bin baat kiye tumse
mujhe aa raha hai rona
arre itna toh karta pyaar
aur karein kya?
suno na!
bolo?
call karein kya?
kya?
call ‘ae na ki ho!
call karein kya?
call ‘ae na ki ho!
na, na, na
arre call karein kya?
call ‘ae na ki ho!
arre mummy se chhup ke
phone kiye hai
toh?
call karein kya?
haa, haa, haan
call ‘ae na ki ho!
tu toh bada bhola hai
kuch nahi samajhata hai
tujhko samjhane ka
rab jane kya rasta hai
haan, kya boli?
call karein kya?
call kare kya baabu
call karein kya?
call karein kya sona
call karein kya?
call karein…
call karein kya?
kahe ko pyar mein satati ho tum
karna hai kya kuch batati na tum
balance khatm tha maine lone liya hai
mummy se chhup ke maine phone kiya hai
darati tum mummy se hum bhi dare kya?
nahi, fir!
call karein kya?
arre!
call kare kya baabu
call karein kya?
call karein kya sona
call karein kya?
arre call ‘ae na ki ho!
agal bagal koyi hai kya?
nahi!
busy toh nahi ho?
nahi!
free ho na?
arre free hai
tabhi toh uthaye hai?
toh batate kyon nahi?
kya?
call karein kya?
call ‘ae na ki ho!
na, na, na
arre call karein kya?
call ‘ae na ki ho!
call karein…
teri inn baato se bore ho gaya
rat se lage lage bhor ho gaya
khali time paas karte ho tum
chhoti chhoti baaton pe ladte ho tum
bol meri jaan ab hum doob mare kya?
nahi!
fir?
call kare kya baabu
call karein kya?
call karein kya sona
call karein kya?
chup, chup, chup
break up, break up, break up
gussaate kyon ho?
kyon na gussaaun?
ye kya hai call hi hai na
tab se call karein kya
call karen kya?
call karen kya?
arre hum toh video call ka
baat kar rahe the!
Call Kare Kya Lyrics – Akshara Singh is a popular hindi song performed by Akshara Singh. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Call Kare Kya Lyrics – Akshara Singh is sung by akshara singh.
Album information for Call Kare Kya Lyrics – Akshara Singh is currently unavailable.
Call Kare Kya Lyrics – Akshara Singh is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Call Kare Kya Lyrics – Akshara Singh online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by akshara singh and discover related songs on ASOM Lyrics.