| Singer | Jannat Zubair Rahmani & Shivam Roy Prabhakar |
| Language | Hindi |
mere husn ke jalwe hazaro
na tu bach paayega
aankho se pila du aa tujhko
kya peena chahega
meri chaal gazab hai, gazab hai
gazab hai masha-allah
ada gajab hai, gajab hai
gazab hai masha-allah
chal gajab hai, gazab hai
gazab hai masha-allah
ada gajab hai, gajab hai
gazab hai masha-allah
munni ke thumke
sheela ki jawani mujhme
laila se lele tu
jo bhi hai chahat tujhme
fisal jaayega dekh jawani
katrina se hot meri
ho naachu jo thumke laga ke
haye daiya hile yeh delhi
haan jahan bhi jaayun main
karwa dungi halla
meri chaal gazab hai, gazab hai
gazab hai masha-allah
ada gajab hai, gajab hai
gazab hai masha-allah
chal gajab hai, gazab hai
gazab hai masha-allah
ada gajab hai, gajab hai
gazab hai masha-allah
teri qamar ka tattoo dekh-dekh
delhi ke chhore bigde hain
attract kare tera figure ye slim
meri bhi niyat fisle hai
teri qamar ka tattoo dekh-dekh
delhi ke chhore bigde hain
attract kare tera figure ye slim
meri bhi niyat fisle hai
ho aur kya tu karwayegi
bas kar tu marwayegi
paisa-paisa karti hai
kya paise ko khayegi
ho tere husn ke jalwe hazaron
na main bach paaunga
aankho se pila de aa mujhko
main peena chahunga
meri chaal gazab hai, gazab hai
gazab hai masha-allah
ada gajab hai, gajab hai
gazab hai masha-allah
chal gajab hai, gazab hai
gazab hai masha-allah
ada gajab hai, gajab hai
gazab hai masha-allah
Chaal Gazab Hai Lyrics – Pawni Pandey | Jannat Zubair is a popular hindi song performed by Jannat Zubair Rahmani & Shivam Roy Prabhakar. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Chaal Gazab Hai Lyrics – Pawni Pandey | Jannat Zubair is sung by jannat zubair rahmani & shivam roy prabhakar.
Album information for Chaal Gazab Hai Lyrics – Pawni Pandey | Jannat Zubair is currently unavailable.
Chaal Gazab Hai Lyrics – Pawni Pandey | Jannat Zubair is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Chaal Gazab Hai Lyrics – Pawni Pandey | Jannat Zubair online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by jannat zubair rahmani & shivam roy prabhakar and discover related songs on ASOM Lyrics.