| Singer | Papon |
| Language | Hindi |
| Album | Sui Dhaga |
kabhi sheet laaga
kabhi taap laaga
tere saath ka hai
jo shaap laaga
manwa… bouraaya…
tera chaav laaga
jaise koi ghaav laaga
reh jaaye chal yahin
ghar hum tum naa lautein
dhoondhein koi na aaj re
tera chaav laaga
jaise koi ghaav laaga
tera chaav laaga
jaise koi ghaav laaga
raaste.. aaste chal zara
raaste.. aaste chal zara
tera chaav laaga
jaise koi ghaav laaga
sang mein tere laage naya sa
kaam purana lobh puraane
sang mein tere laage naya sa
kaam purana lobh puraane
din mein hi aa ja shehar bigaade
jo bhi sochein log puraane
tu neendein tu hi jaag re
jaag re…
tera chaav laaga
jaise koi ghaav laaga
tera chaav laaga
jaise koi ghaav laaga
dekh lihaaj ki chaar-diwari
phaand li tere ek ishaari
dekh lihaaj ki chaar-diwari
phaand li tere ek ishaare
preet ki chaadar chhoti maili
humne usmein pair pasaare
kaafi hai tera saath re.. saath re…
tera chaav laaga
jaise koi ghaav laaga
tera chaav laaga
jaise koi ghaav laaga
raaste.. aaste chal zara
raaste.. aaste chal zara
tera chaav laaga
jaise koi ghaav laaga
tera chaav laaga
jaise koi ghaav laaga
mm hmm.....
Chaav Laaga is a popular hindi song performed by Papon. The song belongs to Sui Dhaga and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Chaav Laaga is sung by papon.
Chaav Laaga belongs to the album Sui Dhaga.
Chaav Laaga is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Chaav Laaga online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by papon and discover related songs on ASOM Lyrics.