| Singer | Mohit Chauhan |
| Genre | Motivational |
| Language | Hindi |
| Album | Aashayein |
khwaabon ki lehrein, khushiyon ke saaye
khushboo ki kirne, dheeme se gaaye
yahi to hai humdum, woh saathi, woh dilbar, woh yaar
yaadon ke naazuk paro pe chala aaya pyaar
chala aaya pyar, chala aaya pyar
khwaabon ki lehrein, khushiyon ke saaye
khushboo ki kirne, dheeme se gaaye
yahi to hai humdum, woh saathi, woh dilbar, woh yaar
yaadon ke naazuk paro pe chala aaya pyaar
chala aaya pyar, chala aaya pyar
mohabbat ka dariya ajooba niraala
jo tehra, woh paaya kabhi na kinaara
mohabbat ka dariya ajooba niraala
jo tehra, woh paaya kabhi na kinaara
jo bekhauf dooba wahi to pahunch paaya paar
yaadon ke naazuk paro pe chala aaya pyaar
chala aaya pyar, chala aaya pyar
kabhi zindagi ko sanwaare sajaaye
kabhi maut ko bhi gale se lagaye
kabhi zindagi ko sanwaare sajaaye
kabhi maut ko bhi gale se lagaye
kabhi jeet uski hai sab kuch gaya woh jo haar
yaadon ke naazuk paro pe chala aaya pyaar
chala aaya pyar, chala aaya pyar
khwaabon ki lehrein, khushiyon ke saaye
khushboo ki kirne, dheeme se gaaye
yahi to hai humdum, woh saathi, woh dilbar, woh yaar
yaadon ke naazuk paro pe chala aaya pyaar
chala aaya pyar, chala aaya pyar
Chala Aaya Pyaar is a popular hindi song performed by Mohit Chauhan. The song belongs to Aashayein and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Chala Aaya Pyaar is sung by mohit chauhan.
Chala Aaya Pyaar belongs to the album Aashayein.
Chala Aaya Pyaar is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Chala Aaya Pyaar online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mohit chauhan and discover related songs on ASOM Lyrics.