| Singer | Gayatri Ganjawala |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Raqeeb |
aawaara manjar dil aashiqana
pehlu mein dilbar aalam suhaana
deewaaro se abb chootke
chaahoo tujhe main tootke
channa ve channa channa ve channa
aa main bichhaadu khushboo badan ki
trishna mita du tere deewaane pan ki
aa main bichhaadu khushboo badan ki
trishna mita du tere deewaane pan ki
aahon mein hai thandi agan
bass mein nahi mann ki lagan
channa ve channa channa ve channa
channa ve channa channa ve channa
betabiyaan hai sargarmiyaan hai
khaamoshiyon mein bhi
toh sarghoshiyaan hai
betabiyaan hai sargarmiyaan hai
khaamoshiyon mein bhi
toh sarghoshiyaan hai
paagal kiya ehsaas ne
mar jaaye na iss pyaas mein
channa ve channa channa ve channa soniye
channa ve channa channa ve channa.
Channa Ve Channa is a popular hindi song performed by Gayatri Ganjawala. The song belongs to Raqeeb and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Channa Ve Channa is sung by gayatri ganjawala.
Channa Ve Channa belongs to the album Raqeeb.
Channa Ve Channa is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Channa Ve Channa online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by gayatri ganjawala and discover related songs on ASOM Lyrics.