| Singer | Kumar Sanu |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Ishq Mein Jeena Ishq Mein Marna |
chehara tumhara hai kitna pyara
dekhe bina mera ho na gujara
rab ne tumhe bhi kya khub banaya
meri najar se khud ko dekho to yara
dil diwana diwana dil
dil diwana bekarar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai kahte hai mere yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai tu bhi ye sun le yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
jabse kiya hai dilbar maine didar tera
pal pal mujhe rahta hai bas intjar tera
najro ne meri jabse tera khwab yar dekha
na dekh kar bhi tujhko sou baar yar dekha
koi jadu koi jadu baar baar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai tu bhi ye sun le yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
ye kah rahi hai hamse diwanagi hamari
kahi hamko le dube na ye aashiki tumhari
ye ishk hi masiha ye ishk hi khuda hai
milkar juda na ho ham lab par yahi duaa hai
mujhko tera mujhko tera aetabar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
kahte hai mere yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai tu bhi ye sun le yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
Chehra Tumhara Kitna Hai Pyara is a popular hindi song performed by Kumar Sanu. The song belongs to Ishq Mein Jeena Ishq Mein Marna and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Chehra Tumhara Kitna Hai Pyara is sung by kumar sanu.
Chehra Tumhara Kitna Hai Pyara belongs to the album Ishq Mein Jeena Ishq Mein Marna.
Chehra Tumhara Kitna Hai Pyara is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Chehra Tumhara Kitna Hai Pyara online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu and discover related songs on ASOM Lyrics.