| Singer | Sonu Nigam & Bela Sulakhe |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Aazmayish |
har sajan ki ek gauri hai
chanda ke sath chakori hai
aa mere pass khadi ho ja
kya khub humari jodi hai
chooriyaan oye chooriyaan chooriyaan
hoye, chooriyaan banti hai dukano mein
chooriyaan banti hai dukano mein
jodiya upar aasamano mein
chooriyaan banti hai dukano mein
jodiya upar aasamano mein
lo ji ek aur deewane ka
lo ji ek aur deewane ka
naam likh lo deewano mein
chooriyaan banti hai dukano mein
jodiya upar aasamano mein
heere aur moti anmol
mitti ka nahi hai kuch mol
khud ko tarazu me tu tol
tol jaanu mai janu mol
aise kahe hota hai bol
dil mera jata hai dhol
chumte hai jab tere ghalo ko
chumte hai jab tere ghalo ko
jhum ke jhumte jhumke tere kano mein
chooriyaan banti hai dukano mein
jodiya upar aasamano mein
pahle tu karegi inkar
fir tu karegi ikrar
aise hoga tera mera pyar
karna nahi mera intezar
mera nahi koi aitbar
jaane kon mera dildar
kuch bhi ho kabhi jal sakti nahi
kuch bhi ho kabhi jal sakti nahi
ek samma do parvano mein
sidhiya lagti hai makano hai
yaariya nahi hoti anjane mein
mere jaisa ek naujawan to bata
dhund ke naujawano mein
chooriyaan banti hai dukano mein
jodiya upar aasamano mein
chooriyaan banti hai dukano mein
jodiya upar aasamano mein.
Choodiyaan Banti Hain is a popular hindi song performed by Sonu Nigam & Bela Sulakhe. The song belongs to Aazmayish and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Choodiyaan Banti Hain is sung by sonu nigam & bela sulakhe.
Choodiyaan Banti Hain belongs to the album Aazmayish.
Choodiyaan Banti Hain is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Choodiyaan Banti Hain online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by sonu nigam & bela sulakhe and discover related songs on ASOM Lyrics.