| Singer | Kumar Sanu & Sadhana Sargam |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Hero Hindustani |
na sona na chaandi na heerein na moti,
saari duniya se main begaana
deewaana deewaana main
tera o sanam jaanemann
deewaana deewaana main
tera o sanam jaanemann
na aanchal na chudi na paayal na kaajal,
saari duniya se main begaani
deewaani deewaani main
teri o sanam jaanemann
deewaana deewaana main
tera o sanam jaanemann
mohabbat ki surat mein yuun rab mila,
tera pyaar paakar mujhe sab mila
mujhe mil gayi ek nayi jindagi,
ajab cheez hai yeh sanam aashiqi
haan sanam aashiqi
na kasame na rasme iraade na waade,
saaari duniya se main begaana
deewaana deewaana main
tera o sanam jaanemann
haan deewaani deewaani main
teri o sanam jaanemann
main tujhako tujhi se
sanam maangati hoon
main sabse jyaada
tujhe chaahati hoon
jara chir ke dil jahaan ko dikha do
mohabbat bhare dil ki
kimat bata do, kimat bata do
na daulat hukumat na puja ibaadat,
saari duniya se main begaani
deewaani deewaani main
teri o sanam jaanemann
deewaana deewaana main
tera o sanam jaanemann
na aanchal na chudi na paayal na kaajal
na sona na chaandi na heerein na moti
na daulat hukumat na puja ibaadat
na kasame na rasmein iraade na waade
na basti na jungle na raste na majil
na rishtein na naate na dhaage na bandhan
saari duniya se main begaana
deewaana deewaana main
tera o sanam jaanemann
haan deewaani deewaani main
teri o sanam jaanemann.
Deewana Deewana Main Tera is a popular hindi song performed by Kumar Sanu & Sadhana Sargam. The song belongs to Hero Hindustani and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Deewana Deewana Main Tera is sung by kumar sanu & sadhana sargam.
Deewana Deewana Main Tera belongs to the album Hero Hindustani.
Deewana Deewana Main Tera is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Deewana Deewana Main Tera online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu & sadhana sargam and discover related songs on ASOM Lyrics.