| Singer | Udit Narayan & Sadhana Sargam |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Kehtaa Hai Dil Baar Baar |
deewano ko pata hai yeh ishq to nasha hai
milti hai bechaini is mein din katta na mere yar
tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar
tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar

deewano ko pata hai
ek madhoshi shaam sher hai teri mohabbat ka yeh asar hai
yaad teri aati hai tanhaayi jaati hai yeh bekhudi koyi jaane na
tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar
tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar
deewano ko pata hai
khushboo teri hai in saason mein sapne tere hai in aankhon mein
rang tera chalka hai hosh nahin pal ka hai
maane koyi na chaahe maane na
tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar
tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar
deewano ko pata hai yeh ishq to nasha hai
milti hai bechaini is mein din katta na mere yar
tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar
tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar
Deewano Ko Pata Hai is a popular hindi song performed by Udit Narayan & Sadhana Sargam. The song belongs to Kehtaa Hai Dil Baar Baar and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Deewano Ko Pata Hai is sung by udit narayan & sadhana sargam.
Deewano Ko Pata Hai belongs to the album kehtaa hai dil baar baar.
Deewano Ko Pata Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Deewano Ko Pata Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by udit narayan & sadhana sargam and discover related songs on ASOM Lyrics.