| Singer | Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Kasak |
dekha jo husn aapka
dekha jo husn aapka
tabiyat machal gayi
tabiyat machal gayi
aankhon ka thaa kusoor
chhuri dil pe chal gayi
chal gayi chal gayi
chhuri dil pe chal gayi
dekha jo ishq aap ka
dekha jo ishq aap ka
tabiyat machal gayi
tabiyat machal gayi
aankhon ka thaa kusoor
chhuri dil pe chal gayi
chal gayi chal gayi
chhuri dil pe chal gayi
shola nahin tu noor ki
ik kayanaat hain
shola nahin tu noor ki
ik kayanaat hain
main jhal gaya
ye mere muqadaar ki baat hain
chahat hamari dekhake oho ho
chahat hamari dekhake
duniya bhi jhal gayi
duniya bhi jhal gayi
aankhon ka thaa kusoor
chhuri dil pe chal gayi
chal gayi chal gayi
chhuri dil pe chal gayi
saagar nahinn tu pyaar ki
barsaat hain sanam
saagar nahinn tu pyaar ki
barsaat hain sanam
taqdeer ki yeh baat hain ki
doob gaye hain hum
tune karam kiya meri o ho
tune karam kiya meri
duniya badal gayi
duniya badal gayi
aankhon ka thaa kusoor
chhuri dil pe chal gayi
chal gayi chal gayi
chhuri dil pe chal gayi
dekha jo husn aapka
dekha jo ishq aap ka
tabiyat machal gayi
tabiyat machal gayi
aankhon ka thaa kusoor
chhuri dil pe chal gayi
chal gayi chal gayi
chhuri dil pe chal gayi.
Dekha Jo Husn Aapka is a popular hindi song performed by Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal. The song belongs to Kasak and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Dekha Jo Husn Aapka is sung by mohammed aziz & anuradha paudwal.
Dekha Jo Husn Aapka belongs to the album Kasak.
Dekha Jo Husn Aapka is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Dekha Jo Husn Aapka online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mohammed aziz & anuradha paudwal and discover related songs on ASOM Lyrics.