| Singer | Shabbir Kumar |
| Genre | Motivational |
| Language | Hindi |
| Album | Dharamyudh |
dharamyudh aaa dharamyudh aaa
dharamyudh dharamyudh
anyay anyay jab nyay ko kuchle
punay pap ko rota hai
deta hai itihas gawahi
tab tab jag me hota hai
dharamyudh dharamyudh
anyay anyay jab nyay ko kuchle
punay pap pe rota hai
deta hai itihas gawahi
tab tab jag mein hota hai
dharamyudh dharamyudh
dharamyudh
prem pyar ki duniya mein jab
kadwa bola jata hai
atyachar ke palde mein jab
sach ko tola jata hai
neki or badi mein jab jab
ek ladai hoti hai
nirbal ki balwan ke hatho
jab ruswayi hoti hai
jab nafrat ke
jab nafrat ke beez saitan
yaha par hota hai
deta hai itihas gawahi
tab tab jag me hota hai
dharamyudh dharamyudh
dharamyudh
kisi ko khye kul ki chinta
kisi ko kuch malum nahi
or kisi ki nazar mein koi
mujrim hai masum nahi
kisi ka hasta gulsan ujda
waqt ki aisi andhi chali
phul bechara mila dhul mein
kali hawas ki lo mein jali
dekhna hai dekhna hai insaf ka malik
kate kise chhubhota hai
deta hai itihas gawahi
tab tab jag mein hota hai
dharamyudh dharamyudh
dharamyudh
anyay anyay jab nyay ko kuchle
punay pap pe rota hai
deta hai itihas gawahi
tab tab jag me hota hai
dharamyudh dharamyudh
dharamyudh.
Dharam Yudh Title Song is a popular hindi song performed by Shabbir Kumar. The song belongs to Dharamyudh and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Dharam Yudh Title Song is sung by shabbir kumar.
Dharam Yudh Title Song belongs to the album Dharamyudh.
Dharam Yudh Title Song is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Dharam Yudh Title Song online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shabbir kumar and discover related songs on ASOM Lyrics.