| Singer | Sonu Nigam & Anuradha Paudwal |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Maine Dil Tujhko Diya |
dil churane lagee jab tumharee najar, jan jane lagee ham huve bekhabar
aahe bharne laga jab yeh dil sathiya, kuchh kaha toh sanam kya kiya kya kiya
maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya
dil churane lagee jab tumharee najar, jan jane lagee ham huve bekhabar
aahen bharne laga jab yeh dil sathiya, kuchh kaha toh sanam kya kiya kya kiya
maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya
woh ishara teraa kitna masoom tha, jayega abb yeh dil mujho malum tha
woh ishara teraa kitna masoom tha, jayega abb yeh dil mujho malum tha
iss umrr ne hume yu kiya bekarar, dil ko roka magar na ruka humse yar
tumne milke sanam aisa jadu kiya, jab yeh jadu chala toh sanam kya kiya
maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya
ham jo kehte nahee tum woh samjha karo, aur kho jaye ham pyaar itna karo
ham jo kehte nahee tum woh samjha karo, aur kho jaye ham pyaar itna karo
tum badhao jara pyar se yeh kadam, tum kaise kehne kitna chahenge ham
iss mohabbat ne dono ko kitna tadpa diya
aur tadap ke sanam kya kiya kya kiya
maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya
dil churane lagee jab tumharee najar, jan jane lagee ham huve bekhabar
aahen bharne laga jab yeh dil sathiya, kuchh kaha toh sanam kya kiya kya kiya
maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya
maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya.
Dil Churane Lagi is a popular hindi song performed by Sonu Nigam & Anuradha Paudwal. The song belongs to Maine Dil Tujhko Diya and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Dil Churane Lagi is sung by sonu nigam & anuradha paudwal.
Dil Churane Lagi belongs to the album Maine Dil Tujhko Diya.
Dil Churane Lagi is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Dil Churane Lagi online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by sonu nigam & anuradha paudwal and discover related songs on ASOM Lyrics.