| Singer | Kumar Sanu & Kavita Krishnamurthy |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Ashaant |
dil ki ghadi are ghadi ghadi
na jane kare kyu tik tik tik
dil ki ghadi are ghadi ghadi
na jane kare kyu tik tik tik
ek second mein ek tik
or kabhi ek se bhi adhik
had se badh jati hai ye
dekhu jab koi beautiful chik
dil ki ghadi are ghadi ghadi
na jane kare kyu tik tik tik
sun aye meri najami
tu hai kitni dil nashi
dekha tujhko to haye
dhadkane dil ki tham gayi
tune dekha jo mujhe
tik tik dil ki badh gayi
maine samjha ke bat aaj
apni to jam gayi
bholi najro ne magar
kar diya mujhpe hai trick
dil ko ek phutbol samjh kar
tune di ek wonder ful kick
dil ki ghadi are ghadi ghadi
na jane kare kyu tik tik tik
dil ki ghadi are ghadi ghadi
na jane kare kyu tik tik tik
halat dil ki hai buri
haye karu main kya jatan
jau doctor ke pas
ya main jau police station
dekho dil ki bat hai
par sidhi si bat hai
kyu bat badhaye yar
pyar ka dede oxizen
dekho chehra hai bhala
dil bhi deewana hai tanik
hotho mein kiss karde miss
mausam bhi hai ye romantic
dil ki ghadi are ghadi ghadi
na jane kare kyu tik tik tik
dil ki ghadi are ghadi ghadi
na jane kare kyu tik tik tik
ek second mein ek tik
or kabhi ek se bhi adhik
had se badh jati hai ye
dekhu jab koi beautiful chik
dil ki ghadi are ghadi ghadi
na jane kare kyu tik tik tik.
Dil Ki Ghadi is a popular hindi song performed by Kumar Sanu & Kavita Krishnamurthy. The song belongs to Ashaant and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Dil Ki Ghadi is sung by kumar sanu & kavita krishnamurthy.
Dil Ki Ghadi belongs to the album Ashaant.
Dil Ki Ghadi is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Dil Ki Ghadi online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu & kavita krishnamurthy and discover related songs on ASOM Lyrics.