| Singer | Vinod Rathod |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Hum Tumhare Hain Sanam |
mehfil mein hai sab lok mera salaam
dilwaalon suno mera payaam
dil ki kahani main kisko sunao
baat yeh dil ki main tum ko bataon
dil ki kahani main kisko sunao
baat yeh dil ki main tum ko bataon
baat hai dil ki dil ko pata hai
baat hai dil ki dil ko pata hai
kya bataon aur kya main chupaon
dil chhod aaya jaane main kahan
oh dil tod aaya jaane main jaane mein kahan
pyaar aggan hai pyaar laggan hai
pyaar hai meera pyaar kishan hai
pyaar aggan hai pyaar laggan hai
pyaar hai meera pyaar kishan hai
dil ke mere aawaz ho tum
dil ke mere aawaz ho tum
geet hoon main aur saaz ho tum
dil chhod aaya jaane main kahan
oh dil tod aaya jaane main jaane mein kahan
raat na aaye chaand na nikle
mausam badle tu na badle
raat na aaye chaand na nikle
mausam badle tu na badle
tum na badalna saathi mere
saath hi chalna saathi mere
dil chhod aaya jaane main kahan
oh dil tod aaya jaane main jaane mein kahan
saathiya tu ab to aa bhi ja sun le tu ab dil ki sada
saathiya tu ab to aa bhi ja.
Dil Tod Aaya is a popular hindi song performed by Vinod Rathod. The song belongs to Hum Tumhare Hain Sanam and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Dil Tod Aaya is sung by vinod rathod.
Dil Tod Aaya belongs to the album Hum Tumhare Hain Sanam.
Dil Tod Aaya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Dil Tod Aaya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by vinod rathod and discover related songs on ASOM Lyrics.