dua mein yaad rakhna lyrics – himesh reshammiya | aditya n

dua mein yaad rakhna lyrics – himesh reshammiya | aditya n lyrics

Poster dua mein yaad rakhna lyrics – himesh reshammiya | aditya n

dua mein yaad rakhna lyrics – himesh reshammiya | aditya n

lyrics/Album : Himesh Ke Dil Se
Details
Singer Aditya Narayan
Language Hindi
Album Himesh Ke Dil Se
Poster dua mein yaad rakhna lyrics – himesh reshammiya | aditya n
play
Lyrics

teri yaadon ke sahare jee raha hoon
kyun-ki tu hi hai aashiqui
tu hi hai bandagi
kabhi socha hi nahi tha ki
tere bina bhi jeeni padegi zindagi

tum the humare
ab gair ho gaye
saare jazbaat zubair ho gaye

tum the humare
ab gair ho gaye
saare jazbaat zubair ho gaye
lekin tum humein bhool na jaana

dua mein yaad rakhna
dua mein yaad rakhna
dua mein yaad rakhna
dua mein yaad rakhna

tum the humare
ab gair ho gaye
saare jazbaat zubair ho gaye

tum the humare
ab gair ho gaye
saare jazbaat zubair ho gaye
lekin tum humein bhool na jaana

duaa mein yaad rakhna
duaa mein yaad rakhhna
duaa mein yaad rakhna
duaa mein yaad rakhhna

kya ho gayi meri khata
tu ho gayi yun bewafa
mili mujhe aisi saza
jaane kyun?

dhoka mujhe tune diya
phir bhi yaara tera nasha
dil se nahi utar raha
jaane kyun?

maine toh yeh socha tha
tum rahoge bas humare
kya pata tha iss tarah se
badal jayenge sitaare

woh kasmein woh waade
woh saari baatein
raakh ho jayengi apni mulakatein
raakh ho jayengi apni mulakatein

tum the humare
ab gair ho gaye
saare jazbaat zubair ho gaye
lekin tum humein bhool na jaana

duaa mein yaad rakhna
duaa mein yaad rakhna
duaa mein yaad rakhna
duaa mein yaad rakhna

maine dil ki kalam se
likh diya tha naam tera
tujhse hi tha har pal
chaino aaram mera

tujhse hi tham raha tha
meri dhadkano ka lawa
tujhse hi tha humesha
meri aashiqui ka daawa

tujhse hi tha humesha
meri aashiqui ka daawa

tum the humare
ab gair ho gaye
saare jazbaat zubair ho gaye
lekin tum humein bhool na jaana

duaa mein yaad rakhna
duaa mein yaad rakhhna
duaa mein yaad rakhna
duaa mein yaad rakhhna

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.