| Singer | Shabbir Kumar & Asha Bhosle |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Ilzaam |
aye pyar kiya hain pyar karege
duniya se ab to hum na darege
duniya ki aisi ki taisi
arey duniya ki aisi ki taisi
arey pyar kiya hain pyar karege
duniya se ab to hum na darege
duniya ki aisi ki taisi
arey duniya ki aisi ki taisi
dil diya dil liya to bura kya kiya
hey pyar kiya hain pyar karege
duniya se ab to hum na darege
duniya ki aisi ki taisi
arey duniya ki aisi ki taisi
chhupke gunah to duniya kare
pyar ke sar ilzam lage
arey chhupke gunah to duniya kare
pyar ke sar ilzam lage
chal pe chal zamana chale
tohamat yaar ke naam lage
ha ab to bharam ye tut chuka hain
ab to bharam ye tut chuka hain
duniya ye duniya hain kaisi
arey duniya ki aisi ki taisi
dil diya dil liya to bura kya kiya
ha pyar kiya hai pyar karege
duniya se ab to hum na darege
duniya ki aisi ki taisi
arey duniya ki aisi ki taisi
pyar ka kyu koi mol kare
pyar to pyar hain soda nahin
pyar ka kyu koi mol kare
pyar to pyar hain soda nahin
yaar ka pyar kharide yaha
aisa huya koi paida nahin
apne lahu ka soda kare ye
apne lahu ka soda kare ye
duniya ye duniya hain aisi
arey duniya ki aisi ki taisi
dil diya dil liya to bura
kya kiya ha ha ha
hey pyar kiya hain pyar karege
duniya se ab to hum na darege
duniya ki aisi ki taisi
arey duniya ki aisi ki taisi
pyar pe juram to hote rahe
aaj nahin sadiyo se yaha
pyar pe juram to hote rahe
aaj nahin sadiyo se yaha
pyar ye marke bhi zinda rahe
pyar mita ye mita hain kaha
hey suli chada de zinda jala de
suli chada de zinda jala de
zulamo ki parwah hain kaisi
arey duniya ki aisi ki taisi
dil diya dil liya to
bura kya kiya ha ha ha
hey pyar kiya hain pyar karege
duniya se ab to hum na darege
duniya ki aisi ki taisi
arey duniya ki aisi ki taisi
duniya ki aisi ki taisi
arey duniya ki aisi ki taisi.
Duniya Ki Aisi Tesi is a popular hindi song performed by Shabbir Kumar & Asha Bhosle. The song belongs to Ilzaam and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Duniya Ki Aisi Tesi is sung by shabbir kumar & asha bhosle.
Duniya Ki Aisi Tesi belongs to the album Ilzaam.
Duniya Ki Aisi Tesi is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Duniya Ki Aisi Tesi online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shabbir kumar & asha bhosle and discover related songs on ASOM Lyrics.