| Singer | Alka Yagnik & Amit Kumar |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Umar 55 Ki Dil Bachpan Ka |
duniya ko chhod ke
rashmon ko tod ke
aa jaa chale door kahin
yeh pyaar ki manzil nahin
darna bhala kya hain
sansaar se
taaqat badi na pyaar se
aa meri jaan baahon mein aa
duniya ko chhod ke
rashmon ko tod ke
tum jo mile toh
sang sang chale toh
sapne sanwar gaye
rango mein dhal ke
khushiyon ke pal yeh
daaman mein dhal gaye
tum jo mile toh
sang sang chale toh
sapne sanwar gaye
rango mein dhal ke
khushiyon ke pal yeh
daaman mein dhal gaye
darna bhala kya hain
sansaar se
taaqat badi na pyaar se
aa meri jaan baahon mein aa
duniya ko chhod ke
rashmon ko tod ke
jab koi yaar karta hain pyar
jalta hai kyun jahaan
humne padhi hain
tumne suni hain
zulmon ki daastaan
jab koi yaar karta hai pyar
jalta hain kyun jahaan
humne padhi hain
tumne suni hain
zulmon ki daastaan
darna bhala kya hain
sansaar se
taaqat badi na pyaar se
aa meri jaan baahon mein aa
duniya ko chhod ke
rashmon ko tod ke.
Duniya Ko Chhod Ke, Rasmo Ko Tod Ke is a popular hindi song performed by Alka Yagnik & Amit Kumar. The song belongs to Umar 55 Ki Dil Bachpan Ka and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Duniya Ko Chhod Ke, Rasmo Ko Tod Ke is sung by alka yagnik & amit kumar.
Duniya Ko Chhod Ke, Rasmo Ko Tod Ke belongs to the album Umar 55 Ki Dil Bachpan Ka.
Duniya Ko Chhod Ke, Rasmo Ko Tod Ke is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Duniya Ko Chhod Ke, Rasmo Ko Tod Ke online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by alka yagnik & amit kumar and discover related songs on ASOM Lyrics.