duniya mein aaye ho

duniya mein aaye ho lyrics

Poster duniya mein aaye ho

duniya mein aaye ho

lyrics/Album : Parwana
Details
Singer Vinod Rathod
Genre Dance
Language Hindi
Album Parwana
Poster duniya mein aaye ho
play
Lyrics

arrey duniya mein aaye ho

to yaaro kuchh kar ke jaanaa

haan duniya mein aaye ho

to yaaro kuchh kar ke jaanaa

varnaa log kahenge

varnaa log kahenge

arrey khaayaa piyaa kuchh

nahin aur glass todaa baarah

aanaa duniya mein aaye ho

to yaaro kuchh kar ke jaanaa


paisaa jab tak paas

hai aish karo tum

cheque milaa taqdeer

kaa cash karo tum

paisaa jab tak paas

hai aish karo tum

cheque milaa taqdeer

kaa cash karo tum

jeenaa unko aaye

jo marne ko taiyaar hain

ggam ke mausam hain bade

khushiyon ke din chaar hain

kal ki parvaah chhod ke

yaar mil ke mauj manaanaa

duniya mein aaye ho to

yaaro kuchh kar ke jaanaa

haan haan

arrey duniya mein aaye ho

to yaaro kuchh kar ke jaanaa


umr-e-javaani na

kabhi aaye dobaaraa

pyaar kisi dildaar se

kar le tu yaaraa

umr-e-javaani na

kabhi aaye dobaaraa

pyaar kisi dildaar se

kar le tu yaaraa

honthon ki ranginiyaan

baahon vaalaa haar le

mauqaa jo tujhko mile

chhup ke baazi maar le

panchhi jo ud jaayegaa

baad mein hogaa pachhtaanaa

duniya mein aaye ho to

yaaro kuchh kar ke jaanaa

haan

duniya mein aaye ho to

yaaro kuchh kar ke jaanaa

he varnaa log kahenge

varnaa log kahenge

arrey khaayaa piyaa kuchh

nahin aur glass todaa baarah

aanaa duniya mein aaye ho to

yaaro kuchh kar ke jaanaa

ho o o duniya mein aaye ho

to yaaro kuchh kar ke jaanaa

la la laa hey

la la la laa moonaa

la la la la la laa la laa

la la laa haay

la la la laa moonaah

la la la la la laa hey

la la laa la la la laa la la la la la laa

la la laa la la la laa la la la la la laa

la la la la la la la la laa

ho ho ho la la la la la laa haan.


Duniya Mein Aaye Ho Lyrics Meaning

Duniya Mein Aaye Ho is a popular hindi song performed by Vinod Rathod. The song belongs to Parwana and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Duniya Mein Aaye Ho?

Duniya Mein Aaye Ho is sung by vinod rathod.

Which album contains Duniya Mein Aaye Ho?

Duniya Mein Aaye Ho belongs to the album Parwana.

What language is Duniya Mein Aaye Ho?

Duniya Mein Aaye Ho is a hindi song.

Can I read Duniya Mein Aaye Ho lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Duniya Mein Aaye Ho online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by vinod rathod?

You can browse more lyrics by vinod rathod and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.