| Singer | Suraiya Jamaal Sheikh |
| Language | Bollywood |
Ek bewafa ki yaad ne
Tadpa ke maar daala haye
Tadpa ke maar daala
Ek bewafa ki yaad ne
Tadpa ke maar daala haye
Tadpa ke maar daala
Ek bewafa ki yaad ne
Paimana zindagi ka
Meri gham se bhar diya
Paimana zindagi ka
Meri gham se bhar diya
Ai dil tera bura ho
Yeh kya tune kar diya
Mujhako mere naseeb se
Tadpa ke maar daala haye
Tadpa ke maar daala
Ek bewafa ki yaad ne
Tadpa ke maar daala haye
Tadpa ke maar daala
Ek bewafa ki yaad ne
Badnaam haay muft mein
Kismat ka naam tha
Badnaam haay muft mein
Kismat ka naam tha
Jo kuch kiya hai tumane
Tumhara hi kaam tha
Pahle to aaye saamane
Phir ja ke maar daala haye
Tadpa ke maar daala
Ek bewafa ki yaad ne
Tadpa ke maar daala haye
Tadpa ke maar daala
Ek bewafa ki yaad ne
Socha tha ghar basayeinge
Apana kushi kushi
Sukh chain se bitayeinge
Do din ki zindagi
Hamako isi kayaal ne
Bahaka ke maar daala haye
Tadapa ke maar daala
Ek bewafa ki yaad ne
Tadpa ke maar daala haye
Tadpa ke maar daala
Ek bewafa ki yaad ne.
Ek Bewafa Ki Yaad Ne is a popular bollywood song performed by Suraiya Jamaal Sheikh. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Ek Bewafa Ki Yaad Ne is sung by suraiya jamaal sheikh.
Album information for Ek Bewafa Ki Yaad Ne is currently unavailable.
Ek Bewafa Ki Yaad Ne is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Ek Bewafa Ki Yaad Ne online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by suraiya jamaal sheikh and discover related songs on ASOM Lyrics.