| Singer | Shankar Mahadevan |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Chhota Chetan |
jaaduwale jaaduwale jaadu dikha
ye duniya kaise chalti hain humko bata
jaaduwale jaaduwale jaadu dikha
ye duniya kaise chalti hain humko bata
ek jaadu hone wala hai
jo sab pe chhane wala hain
ek pyara pyara jaadugar
har dilko bhaane wala hain
dikha dena dikha dena
woh jaadu hain kaisa
bata dena bata dena
kyaa allah din jaisa
ek jaadu hone wala hai
jo sab pe chhane wala hain
hey om shreem sahi baba
kaale bhoot ka bhatijaa
taraa ra ra ree ree roo..
aadhi jaan waala andaa
kahan hain danda om phat
ek jaadu hone wala hai
jo sab pe chhane wala hain
dudh nahi peeonge
bandar bana denga
school nahi jaaonge
ulta lataka denga
gar jhooth bolge to
ghanja bana de gaa
mammy ko sataoge to
chuha bana dega
sacho ka yaar banga woh
achho ka yaar banega woh
karlega jis se dosti
hain jaan bhi dede gaa woh
bata dena bata dena kyaa naam hain uska
bata dena bata dena humko jara ustaad
hey ek jaadu hone wala hai
jo sab pe chhane wala hain
ek pyara pyara jaadugar
har dilko bhaane wala hain.
Ek Jaadu Hone Wala Hai is a popular hindi song performed by Shankar Mahadevan. The song belongs to Chhota Chetan and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Ek Jaadu Hone Wala Hai is sung by shankar mahadevan.
Ek Jaadu Hone Wala Hai belongs to the album Chhota Chetan.
Ek Jaadu Hone Wala Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Ek Jaadu Hone Wala Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shankar mahadevan and discover related songs on ASOM Lyrics.