| Singer | Sonu Nigam & Sunidhi Chauhan |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Love Ke Chakkar Mein |
abhi abhi tu ajanabi tha
abhi abhi tu ajanabi tha
abhi abhi tu ajanabi tha
abhi abhi mera yaar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat pyar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat pyar ho gaya
abhi abhi main ajanabi tha
abhi abhi main ajanabi tha
abhi abhi main ajanabi tha
abhi abhi tera yaar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat pyar ho gaya
jaane kaise premi
pehle itni der lagate the
jaane kaise premi
pehle itni der lagate the
chori chori milte the
aur geet milan ke gaate the
arey aaj zamana jhat pat ka
hai dekha bedaa paar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fatafat pyar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat achha ho gaya
dil se dil ka mel bhi
ek nazar ka khel hai
dil se dil ka mel bhi
ek nazar ka khel hai
kaun kehta hai mohabbat
bebasi hai jail hai
aaj aashiq bhi
samajhdaar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fatafat pyar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat achha ho gaya
abhi abhi tu ajanabi thi
abhi abhi tu ajanabi tha
abhi abhi main ajanabi tha
abhi abhi tera yaar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat pyar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat pyar ho gaya
la la la la la fat fat
fata fat la la la.
Fata Fat Pyaar Ho Gaya is a popular hindi song performed by Sonu Nigam & Sunidhi Chauhan. The song belongs to Love Ke Chakkar Mein and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Fata Fat Pyaar Ho Gaya is sung by sonu nigam & sunidhi chauhan.
Fata Fat Pyaar Ho Gaya belongs to the album Love Ke Chakkar Mein.
Fata Fat Pyaar Ho Gaya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Fata Fat Pyaar Ho Gaya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by sonu nigam & sunidhi chauhan and discover related songs on ASOM Lyrics.