| Singer | Kundan Lal Saigal |
| Language | Bollywood |
Gham diye mustaqil,
Kitanaa naazuk hai dil,
E na jaanaa
Haay haay ye zaalim zamaana
De uthe daag lo unase ai
Mahalo kah sunana
Haay haay ye zaalim zamaanaa
Dil ke haathon se
Daaman chhudaakar
Gham ki nazaro se
Nazare bachaakar
Dil ke haathon se
Daaman chhudaakar
Gham ki nazaro se
Nazare bachaakar
Uthake woh chal diye,
Kahate hi rah gaye ham fasaana
Haay haay ye zaalim zamaanaa
Koi meri ye rudaad dekhe,
Ye mohabbat ki bedaad dekhe
Koi meri ye rudaad dekhe,
Ye mohabbat ki bedaad dekhe
Phoonk rahaa hai jigar,
Pad rahaa hai magar muskurana
Haay haay ye zaalim zamaanaa
Gham diye mustaqil,
Kitanaa naazuk hai dil, ye na jaanaa
Haay haay ye zaalim zamaana.
Music Video Of: Gham Diye Mustaqil
Gham Diye Mustaqil is a popular bollywood song performed by Kundan Lal Saigal. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Gham Diye Mustaqil is sung by kundan lal saigal.
Album information for Gham Diye Mustaqil is currently unavailable.
Gham Diye Mustaqil is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Gham Diye Mustaqil online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kundan lal saigal and discover related songs on ASOM Lyrics.