| Singer | Alka Yagnik & Kumar Sanu |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Hahakaar |
gore gore gaal usspe kaal til
tu ladki kamaal legayi mera dil
o sathiya tune kyaa keh diya
jaane anjaane mujhe pyaar ho gaya
mere gore gaal usspe ye kaal til
uff ye solah saal jeena hain mushkil
o sathiya tune kyaa keh diya
jaane anjaane mujhe pyaar ho gaya
gore gore gaal usspe kaal til
uff ye solah saal jeena hain mushkil
o ye samma hone laga jawaan
phir kis liye ye majhbooriyan
khusboo teri ghul gayi saanson mein
ab na rahein koi dooriyan
rut pyaar ki ho gayi meherbaan
mera jeena marna dushwaar ho gaya
haan gore gore gaal usspe kaal til
tu ladki kamaal legayi mera dil
haan main haseen aisi hoon dil nashee
main tere sapno mein kho jaaungi
main kali abhi hoon arkhili
chhule teri ho jaaungi
aisi badhi meri deewangi
main teri addao ka shikaar ho gaya
haan mere gore gaal usspe ye kaal til
uff ye solah saal jeena hain mushkil
ho aaona dil mein samao na
tujhko meri chahat ki kasam
haan ye teri jhulfo ki badariyan
aaj baras jaane de sanam
aisa chadha pyaar ka ye nasha
hole hole dil bekaraar ho gaya
haan gore gore gaal usspe kaal til
tu ladki kamaal legayi mera dil
o sathiya tune kyaa keh diya
jaane anjaane mujhe pyaar ho gaya
mere gore gaal usspe ye kaal til
uff ye solah saal jeena hain mushkil
o sathiya tune kyaa keh diya
jaane anjaane humein pyaar ho gaya
gore gore gaal usspe kaal til
uff ye solah saal jeena hain mushkil.
Gore Gore Gaal Us Pe Kaala Til is a popular hindi song performed by Alka Yagnik & Kumar Sanu. The song belongs to Hahakaar and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Gore Gore Gaal Us Pe Kaala Til is sung by alka yagnik & kumar sanu.
Gore Gore Gaal Us Pe Kaala Til belongs to the album Hahakaar.
Gore Gore Gaal Us Pe Kaala Til is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Gore Gore Gaal Us Pe Kaala Til online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by alka yagnik & kumar sanu and discover related songs on ASOM Lyrics.