| Language | Bollywood |
husn ko parde ki
zarurat nahi ae ghalib
kaun hosh mein rehta hai
mujhe dekhne ke baad
zamaana dekhe mujhe
zamaana dekhe mujhe
zamaana dekhe mujhe
aur main apne aap mein magan magan magan
gadar badan mein gulbadan
gadar badan mein.. haan, haan
gadar badan mein gulbadan
gadar badan mein.. haan, haan
gadar badan mein gulbadan
gadar badan mein…
zamaana dekhe mujhe
zamaana dekhe mujhe
zamaana dekhe mujhe
aur main apne aap mein magan magan magan…
ho ho..
gadar badan mein gulbadan
gadar badan mein… haan, haan
gadar badan mein gulbadan
gadar badan mein…
chunoti de rahi hai
laali meri aftab ko
wo chand chhup gaya jo
dekha rukh-e-mahtaab ko
gadar mein saath leke chalun thand aur agan
gadar badan mein gulbadan
gadar badan mein.. haan, haan
gadar badan mein gulbadan
gadar badan mein…
qayamat hoon main sar se paon tak, aye haye…
qayamat hoon
udaaye khwaab aankhon se wohi, aaye haye…
main chaahat hoon
khud behkegi, behkayegi
meri jaan mujhe marwayegi
khud behkegi, behkayegi
marwayegi, marwayegi
zamaana dekhe mujhe
zamaana dekhe mujhe
zamaana dekhe mujhe
aur main apne aap mein magan magan magan
ho ho..
gadar badan mein gulbadan
gadar badan mein… haan, haan
gadar badan mein gulbadan
gadar badan mein…
Gulbadan Lyrics – Firangi | Kapil Sharma & Maryam Zakaria | is a popular bollywood song Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Gulbadan Lyrics – Firangi | Kapil Sharma & Maryam Zakaria | is sung by the artist.
Album information for Gulbadan Lyrics – Firangi | Kapil Sharma & Maryam Zakaria | is currently unavailable.
Gulbadan Lyrics – Firangi | Kapil Sharma & Maryam Zakaria | is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Gulbadan Lyrics – Firangi | Kapil Sharma & Maryam Zakaria | online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by the artist and discover related songs on ASOM Lyrics.