| Singer | Javed Ali & Sonu Nigam |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Ghajini |
hmmm hmmmm..
tu meri adhoori pyaas pyaas,
tu aa gayi mann ko raas raas,
ab to…
tu meri adhoori pyaas pyaas,
tu aa gayi mann ko raas raas,
ab to tu aa jaa paas paas,
hai guzarish..
hai haal to dil ka tang tang,
tu rang jaa mere rang rang,
bas chalna mere sang sang,
hai guzarish..
kehde tu haan to zindagi,
jharno se choot ke hassegi,
moti honge moti rahon mein..
yeah yeah yeah,
tu meri adhoori pyaas pyaas,
tu aa gayi mann ko raas raas,
ab to tu aa jaa paas paas,
hai guzarish..
sheeshe ke khwab leke,
raton mein chal raha hu,
takra naa jaun kahin,
aasha ki lau hai roshan,
phir bhi toofan ka darr hai,
lau bujh naa jaaye kahin,
bass ek haan ki guzarish,
phir hongi khushiyon ki baarish,
tu meri adhoori pyaas pyaas,
tu aa gayi mann ko raas raas,
ab to tu aa jaa paas paas,
hai guzarish..
hmm hmmm…
hmmm hmmmm… mmm
ohh ohooo…
chanda hai aasman hai,
aur baadal bhi ghane hai,
yeh chanda chup jaaye naa,
tanhai dass rahi hai,
aur dhadkan badh rahi hai,
ek pal bhi chein aaye naa,
kaisi ajab daastan hai,
bechainiyan bass yahan hai.. hooo…
tu meri adhoori pyaas pyaas,
tu aa gayi mann ko raas raas,
ab to tu aa jaa paas paas,
hai guzarish..
hai haal to dil ka tang tang,
tu rang jaa mere rang rang,
bas chalna mere sang sang,
hai guzarish..
kehde tu haan to zindagi,
jharno se choot ke hassegi,
moti honge moti rahon mein..
yeah yeah yeah,
tu meri adhoori pyaas pyaas
hmm hmmm…
mmm… hmmm.. mmm….
Guzarish is a popular hindi song performed by Javed Ali & Sonu Nigam. The song belongs to Ghajini and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Guzarish is sung by javed ali & sonu nigam.
Guzarish belongs to the album Ghajini.
Guzarish is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Guzarish online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by javed ali & sonu nigam and discover related songs on ASOM Lyrics.