| Singer | Shaan & Sunidhi Chauhan |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Deewaanapan |
hey hey hey
deewaanapan deewaanapan deewaanapan deewaanapan
haay mera deewaanapan kuch kaam to aaya
haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya
haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya
hey aaj tere hoton pe mera naam to aaya
mera naam to aaya
haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya
haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya
oh aaj tere hoton pe mera naam to aaya
mera naam to aaya
dil ki dua mere dil ki dua
tere dil pe asar kar gayi
teri kasam mere bhole sanam
tujhe dekha to main mar gayi
bechain tha main kahin shyaam se
ek pal na bita aaraam se
teri pyaas thi teri chaah thi
tujhe paa liya
haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya
haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya
yeh to bata mujhe yeh to bata
hai tere ishq mein kya nasha
main bin piye ladkhadane lagi
tune jaadoo yeh kya kar diya
baahon mein aa main tujhe thaam loon
tere in labon ke haseen jaam loon
nayi behkhudi nayi aashiqui
nayi har khushi
haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya
haan mera deewaanapan kuch kaam to aaya
hey aaj tere hoton pe mera naam to aaya
mera naam to aaya.
Haan Mera Deewaanapan is a popular hindi song performed by Shaan & Sunidhi Chauhan. The song belongs to Deewaanapan and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Haan Mera Deewaanapan is sung by shaan & sunidhi chauhan.
Haan Mera Deewaanapan belongs to the album Deewaanapan.
Haan Mera Deewaanapan is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Haan Mera Deewaanapan online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shaan & sunidhi chauhan and discover related songs on ASOM Lyrics.