| Singer | Shreya Ghoshal & Sonu Nigam |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Rakht |
chaahta hun tujhe sochta hun
tujhe har lamha har jagaah
dekhta hun tujhe
tune mujhko yun beqaarar kiya
beqaraar kiya beqaraar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
chaahti hun tujhe sochti hun
tujhe har lamha har jagaah
dekhti hun tujhe
tune mujhko yun beqaraar kiya
beqaraar kiya beqaraar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
na samjha na jaana
kyun huwa diwaana
teri dhun mein jaanam
khud se hun begaana
na samjha na jaana
kyun huwa diwaana
teri dhun mein jaanam
khud se hun begaana
khud se hun begaana
tera khwaabon mein deedaar kiya
tera khwaabon mein deedaar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
teri yaad aaye ab raha na jaaye
khayaalon mein mere
tuhi muskuraaye
teri yaad aaye ab raha na jaaye
khayaalon mein mere
tuhi muskuraaye
tuhi muskuraaye
pal pal tera intezaar kiya
pal pal tera intezaar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
chaahta hun tujhe
sochta hun tujhe
har lamha har jagaah
dekhti hun tujhe
tune mujhko yun beqaarar kiya
beqaraar kiya beqaraar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya
hadd se zyaada sanam
tujhse pyaar kiya.
Had Se Zayada Sanam is a popular hindi song performed by Shreya Ghoshal & Sonu Nigam. The song belongs to Rakht and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Had Se Zayada Sanam is sung by shreya ghoshal & sonu nigam.
Had Se Zayada Sanam belongs to the album Rakht.
Had Se Zayada Sanam is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Had Se Zayada Sanam online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shreya ghoshal & sonu nigam and discover related songs on ASOM Lyrics.